Har adawat pe mohabat ko saja kar milna,,rasm_e_duniya hai haqeeqat ko chupa kar milna..jis ka kirdaar hai sitaron ki tarha roshan,,kitna mushkil hai us shakhs ko ja kar milna..tum mohabat ko bhi faraib samajhte ho,"Faraz"us ki aadat hai nigahon ko jhuka kar milna.