Hawa Ban Kar Bikharne
Hawa ban kar bikharne se, usey kiya farq parta hai..mere jeene ya marne se usey kiya farq parta hai..usey to apni khushyon se zara fursat nahi milti,,mere gham ke ubharney se usey kiya farq parta hai.."WASI"us shakhs ki yadon mein tum rote raho lekin,,tumharey aisa karne usey kiya farq parta hai.


The Soda Pop