Ho chuka ab kisi ka woh..kabhi meri zindagi tha woh..kon bhoolta hai pahli mohabat,meri saari khushi tha woh..pholon ki tarah muskrata tha,mere honton ki hansi tha woh..baad barson ke deikha hai usey,aaj bhi itna hi haseen tha woh..zindagi jis ke naam kar di,"Faraz"log kehte hain ajnabi tha woh.